Advertisement

About Us

Rahi Dharm Singh Gurjar - Founder of MyAlfaaz.in from Jaipur


Welcome to MyAlfaaz

Hello doston, main Marudhar Rahi, Gulabi Nagri Jaipur, Rajasthan se.

MyAlfaaz (www.myalfaaz.in) ki shuruaat October 2022 mein maine ek sapne ke saath ki thi - apne dil ke alfaazon ko shayari mein pirokar aap sab tak pahunchana.

Ye website meri personal diary hai. Yahan likhi har ek Shayari, har ek Status, mere dil se nikla hua ek ehsaas hai - jo maine khud likha hai.

Yahan aapko milegi meri latest creations:
Sad Shayari, Love Shayari, God Status aur Dard bhari Hindi Poetry.

MyAlfaaz parivaar ka hissa banne ke liye dil se apka shukriya. Mujhe ummeed hai aapko mere likhe ye alfaaz zaroor pasand aayenge. Agar pasand aaye to do shabd likhkar mera hausla zaroor badhaiyega.

- Marudhar Rahi
Founder & Writer, MyAlfaaz

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ