बे-दर्द ज़माना इस दिल के जज़्बातों को नहीं जानता,
कमबख़्त ये दिल ज़माने की रस्मों-रिवाज़ों को नहीं मानता,
ग़र होता इतना आसां दिल्लगी करके किसी को भूल पाना,
माशूक़ा की गलियों में 'आशिक़' कभी ख़ाक नहीं छानता।
Be-dard zamana is dil ke jazbaton ko nahin jaanta,
Kambakht yeh dil zamane ki rasmon-riwazon ko nahin maanta,
Gar hota itna aasan dillgi karke kisi ko bhool paana,
maashooqa ki galiyon mein 'aashiq' kabhi khaak nahin chhanta।
- Article By. Dharm_Singh

0 टिप्पणियाँ